Zinda hain jis ki AAS pe wo b rula gaya

Zinda”hain jis ki AAS pe wo b rula gaya


Bandhan wafa k toor k sare chala gaya

Khud hi to ki thi usne Mobabat ki IBTIDA

Hathoo me hath de k khud hi churra gaya

Kar di jis k liye hamne Tabah zindagi

Ulta wo Bewafai ki Tuhmat laga gaya.

No comments:

Post a Comment