Dorri ka ab ek pal bhi

Dorri ka ab ek pal bhi gawara nahi hota,


Pyar ek bar hi hota hai dobara nahi hota,

Sadiyon ki musafat ho to milta hai humsafar,

Pal bharr koi mil kar hamara to nahi hota,

Mein jo baat karta hon to wo rehte hai khamosh,

Tasveer se ab us ki guzara nahi hota.

No comments:

Post a Comment