Wo meri Qasm leta nahi ilzaam samajh kar

“Wo meri Qasm leta nahi ilzAAm samajh kar,


“Or dey deta hy apni Qasm inAAm samaj kar,

Wo janta hy mujy us sy kitni Mohabat hy,

Phir bhi Guftogu karta hy anjaan samajh kar.

Mainy usay apny dil ki dharkan main basaya hai.

Or wo dil main rakhta hai mujy mehman samajh kar.

Agar usay hum sy mohabbat nhe to na sahi.

Magar Q ilzam daita hai gumnam smj kr.

Mainy apni sari khushiyan usky nam kr di

Or wo hamain pyar karta hai ehsaan samajh kar.

Mere pagal piya mri chahat na kr

“Mere pagal piya mri chahat na kr


,Mjhe daikha na kr mjhe socha na kr

Mri be khawab ankhon ma na janka kr

Ma to kho jao gi mjhe na dhonda kr

Ma hun bad-e-saba jo rukti ni

Ma hun esi ghata jo barasti ni

Ma esi leher hun jis ma halchal na ho

Na tm ko dabo de ye lehrain kahen

Mere pagal piya aisi khawaesh na kr

Ma wo sapna hun jo k sach na ho

Ma wo umeed hun jo ke adhori rhey

Ma wo rasta hun jiski na manzil miley

Ma wo sehraa hun jis ma bhatak jao ge

Mere pagal piya aisay raste na chal

Mere pagal piya mri chahat na kr.

Kash Kabi Hota Ye Mere Ikhtiyar Mai

Kash Kabi Hota Ye Mere Ikhtiyar Mai


Main Rang Deta Tujhe Apne Pyar Mai

Main Itna Pyar Deta Tujhe

Jan-E-Arzoo

Tum Khud Ko Bhula Dete Mere Aitbar Mai

Tum Jo Mujhe Bulate Mulaqat K Liye

Bechain Ho K Phirte Mere Intezar Mai

Main Dair Se Jo Aata Naraz Ho K Tum

Har Baat Ka Jawab Dete Inkar Mai

Tum Jo Rooth Jate Mujh Se Kisi Bat Pe

Main Tumhein Manata Bare Pyar Se

Maan Kar Tum Mujh Se Sirf Ye Kehte

Hai Nahi Koi Kmi “jaan” Tere Pyar Main

Kash Kabi Hota Ye Mere Ikhtiyar Mai

Kash Kabi Hota Ye Mere Ikhtiyar Mai


Main Rang Deta Tujhe Apne Pyar Mai

Main Itna Pyar Deta Tujhe

Jan-E-Arzoo

Tum Khud Ko Bhula Dete Mere Aitbar Mai

Tum Jo Mujhe Bulate Mulaqat K Liye

Bechain Ho K Phirte Mere Intezar Mai

Main Dair Se Jo Aata Naraz Ho K Tum

Har Baat Ka Jawab Dete Inkar Mai

Tum Jo Rooth Jate Mujh Se Kisi Bat Pe

Main Tumhein Manata Bare Pyar Se

Maan Kar Tum Mujh Se Sirf Ye Kehte

Hai Nahi Koi Kmi “jaan” Tere Pyar Main

Kash Kabi Hota Ye Mere Ikhtiyar Mai

Kash Kabi Hota Ye Mere Ikhtiyar Mai


Main Rang Deta Tujhe Apne Pyar Mai

Main Itna Pyar Deta Tujhe

Jan-E-Arzoo

Tum Khud Ko Bhula Dete Mere Aitbar Mai

Tum Jo Mujhe Bulate Mulaqat K Liye

Bechain Ho K Phirte Mere Intezar Mai

Main Dair Se Jo Aata Naraz Ho K Tum

Har Baat Ka Jawab Dete Inkar Mai

Tum Jo Rooth Jate Mujh Se Kisi Bat Pe

Main Tumhein Manata Bare Pyar Se

Maan Kar Tum Mujh Se Sirf Ye Kehte

Hai Nahi Koi Kmi “jaan” Tere Pyar Main

KANWARA GAZAL

KANWARA GAZAL


Ay Sard Sard Raat Mujhe “Bivi” Chahiye,

Karni Hy Dil Ki Baat Mujhe “Bivi” Chahiye.

Uljhi Hui Firaq Ki Raaton K Darmeyan,

Tanha Hy Meri Zat Mujhe “Bivi” Chahiye.

Bachpan Ki Zid Nahi Jawani Ki Bat Hy,

Ay Merey lovly Maan baap Mujhe “Bivi”Chahiye.

Chehry Sy Berukhi Ka Naqab Utar Do,

Ab Maan Jao Bat Mujhe “Bivi” Chahiye.

Dekhi Hy Main Ne Dulhan Mujhe braat Chahiye

kr di he akhri baat Mujhe “Bivi” Chahye..

Tera Aks Dil K Qareeb’tr

Tera Aks Dil K Qareeb’tr,


“Teri Yad Jan Se Aziz’tr,

“Tera Dard Sb Se Hai Motbar,

“Kabhi Loat Aao Jo Ho Skey,

“Tere Bin Soona Mere Dil Ka Nagar,

“Mere Hum’nasheen Mere Humsafar,

“Teri Dosti Hai Azeem’tr,

“Tujhe duaen Itni Mein De Sakoon,

“Koi De Sakey Na Umar Bhar,



,Nazron Se Nazrain Milen To Bura Maan gaye

,Nazron Se Nazrain Milen To Bura Maan gaye


Hum Ne Aankhon Say Ishara Kia To Bura Maan gaye

Mohabbat Ka Izhar To Unhon Ne Bhi Kia

Haal-e-dil Hum Ne Sunaya To Bura Maan gaye

Har Baat Pe Muskurana Aadat Thi Un Ki

Zara Hum Ne Hunsaya To Bura Maan gaye

Humain Aazmanay Ki Baat Kartay Thay Wo Aksar

Jab Hum Ne Aazmaya To Bura Maan gaye

Pyar Main Bewafai Na Karna Aksar Wo Kehtay Thay.

Is Baat Ko Main Ne Doharaya To Bura Maan gaye,

Har sham jo waqt pe ghar jane lage ho

Har sham jo waqt pe ghar jane lage ho,


Tum kaise akele se nazar aane lage ho,

Dewana to sab ehl-e-mohabbat ka laqab hy,

Phir kyun tum is ezaaz se ghabrane lage ho,

Behtar hy isay ghar k kisi taaq mein rakh do,

Toota hua dil le k kahan jane lage ho,

Bahain wo haayil hain kisi aur k galay mein,

Tum jin k liye chooriyan banwane lage ho,

Aashob-e-nazar se bhi pharakti hy kabhi aankh,

Tum yeh na samajhna k yaad aane lage ho.

GHAZAL

GHAZAL


Muddat se jis k wastey dil beqarar tha.

Wo lout kar na aaya magar intezar tha…

Jo humsafar tha chor gaya raah me mujhe..

Main phas gaya bhanwar me or wo darya k paar tha…

Manzil qareeb aayi to tum door ho gaye..

Itna to tum batao k ye kaisa pyar tha…

Ye baat umer bhar samajh na paya main.

Q dil mera us bewafa ka talabgaar tha.GHAZAL


Muddat se jis k wastey dil beqarar tha.

Wo lout kar na aaya magar intezar tha…

Jo humsafar tha chor gaya raah me mujhe..

Main phas gaya bhanwar me or wo darya k paar tha…

Manzil qareeb aayi to tum door ho gaye..

Itna to tum batao k ye kaisa pyar tha…

Ye baat umer bhar samajh na paya main.

Q dil mera us bewafa ka talabgaar tha.
Kabhi Gham Ki Aag


Mein Jall Uthe,

Kabhi Dil Ka Daagh

Jala Diya,

Ay Junoon-E-Ishq

Bata Zara?

Mujhe Kyun Tamasha Bana Dia?

Gham-E-Ishq Kitna Ajeeb Hai,

Yeh Junoon Se Kitna Qareeb Hai,

Kabhi Ashk Palkon

Pe Ruk Gaye,

Kabhi Poora Darya

Baha Diya,

Abhi Kar Raha Hai

Wo Ibteda,

Mera Keh Raha Hai

Ye Tajruba,

usy Zindagi Ki

Hai Aarzu,

Mujhe Zindagi Ne

Mita Diya..

Zamane Bhar K Kamon Mein

Zamane Bhar K Kamon Mein,


Bohat Masroof Ho Shayad,

Hamari Yaad Bhi Ab To,

Tumhein Kam Kam Satati Hai,

Hamara Naam Bhi Aksar,

Tumhein Ab Bhool Jata Ha

Jise Tum Dil Ki Har Dharkan,

Ki Tarah Yaad Rakhte The,

Usi Ko Bhol Jane Ka,

Yehi Matlab Hua Na Phir,

Zamane Bhr K Kamon Me

Bohat Masroof Ho Shayd?.

Zamane Bhar K Kamon Mein

Zamane Bhar K Kamon Mein,


Bohat Masroof Ho Shayad,

Hamari Yaad Bhi Ab To,

Tumhein Kam Kam Satati Hai,

Hamara Naam Bhi Aksar,

Tumhein Ab Bhool Jata Ha

Jise Tum Dil Ki Har Dharkan,

Ki Tarah Yaad Rakhte The,

Usi Ko Bhol Jane Ka,

Yehi Matlab Hua Na Phir,

Zamane Bhr K Kamon Me

Bohat Masroof Ho Shayd?.

Ye jo zindagi hai ajeeb c

Ye jo zindagi hai ajeeb c,


Ye jo roz-o-shab hain udas sy,

Ye jo rabty hain dary dary,

Ye jo durian c hain darmEyan,

Mai agr tujy jo sanwaar dun,

Tery roz-o-shab ko nikhar dun,

Mera hath tham k ye ahed do,

Mujy aese hi dil mei rakho ge tum,

Mery sath sath raho gy tum,

Mery humsafr mery hum nasheen,

Tujy is qadr jo mai peyar dun,

K ye zindgi hi haar dun,To batao na mery bad b?

Yehi ehad apna nibhao ge,

YA MUJHKO TUM BHOOL JAO GY..

GHAZAL

GHAZAL


Tarap rahi hai har Ek tamanna

Na tum se milte, Na aisa hota

Bujhi bujhi si hai dil ki duniya

Na tum se milte Na aisa hota

Hum aisi mehfil mein kaise jain

Jahan k manzar hamein jalain.

Agar hai jalna Jalein gein tanha

Na tum se milte, Na aisa hota. Na chain aaye, Na mout aaye

Na jee rahe hain, Na mar rahe hain

Kahan tha pehle ye haal Apna. Na tum se milte, Na aisa hota.

Jab kabhi wo hoga apni zaat me Tanha

Jab kabhi wo hoga apni zaat me Tanha


“TO YAD AOUNGA”

Na chala Qadam se Qadam koi sath

“TO YAD AOUNGA”

Main uski aankhon ka ishara bhi samajh leta hon!

Na samajh saka koi dil ki bat

“TO YAD AOUNGA”

Din ka har ik pal guzrega jab us pe kathhin

Or Tanha kate gi rat

“TO YAAD AOUNGA”

Har baazi jan kar us se haar jata hon!

Jab de ga koi usse haar

“TO YAAD AOUNGA”

Hansne ko to dunia b hansti hai sath sath

Na roya koi dukh me saAth

“TO YAD AOUNGA