"..SUNO.."
Jab door ufaq pe lali ho,
jab sham udasi wali ho,
jab zabt ka bandhan toota ho,
jab aas ka daman chhoota ho,
jab darshan pyaas bujhate hon,
jab maosam geet sunate hon,
jab kaan hon tarse baton ko,
jab neend na aye raton ko,
jab aankhhon mein jagrata ho,
jab apna dard satata ho,
"tab yad bohut tum atey ho.
haan
Yad buhat aaty ho.
Jab door ufaq pe lali ho
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment